Bekhayali Rap LYRICS - Void | Mtv Hustle | kabir singh | SONG LYRICSZONE|
Bekhayali meh bhi tera hi khayal aaye
kyun bichadna hai
zaroori ye sawaal aaye
kehta jisse pyaar woh kehte bekhayali
bhulun mai tujhe ye toh hua nai
raat ke andhere si aankhein hain kaali
chehre pe nasha dil bilkul khaali
pyaar meh ab girna bhaut hi hai mushkil
darta nai waaise yahan pe dil buzhdil
toda kisi ne kaise mai jodunga
agli baar khud ko hi khodunga
tere bina bhi ek duniya hogi
socha hi nahi tu kahan hogai
maine bhi apne waadon ko toda
par tune hi mera haton to chorda
pyaar ya dard ek hi toh cheez
dil pe ab taale khogayi yeh keys
koi hath aba in hathon meh fit hi nahi aata
nafrat mai karta phirbhi tujhko kyun chahta
main jo tumse door hoon
kyun door mai rahoon tera gurorr hoon
aa tu faasla mita tu khwaab sa mila
kyun khwaab tordun
meri aankhon meh an nahi koi nami
nafrat aur pyaar ki ek hi hogayi zameen
tujhme mai dooba jaise tu kuan
ya toh upppar wala khelra hai jua
kash ek time machine hoti mere paas
waapis kjaake badal deta mai raaz
apne andaaz ya tere alfaaz
ya fir kabhi nahi karta teri talash kyunki
Bekhayali meh bhi tera hi khayal aaye
sirf tere sirf tera
kyun judaai degaya tu ye sawal aaye
khafa hone laga tujhse
nafrat hone lagi khudse
agar dikha tujhe kahin
kabhi na milna tu mujhse
khafa hone laga tujhse
nafrat hone lagi khudse
agar dikha tujhe kahin
yaadein hain dubani dera kurbani
aankhein hai chupani gehra kyun na paani
sun meri zubani tu bhi meri rani
par ab mai akela adhoorie kahani
galti ye kiski sayad pyaar ki
pehli baar wale izhaar ki
kya karoon ye dil darta hai yaar
isse hi kehtein hain ek tarfa pyaar
yaad hain woh baatein woh akeli
raatein ab kaise pal kaatein
jab tujhko hi chahte
ab sab kuch hatade aur mujhko batade
har jagah jaate toh tujhko kyun paatein
mujhe toh ye sab ab likhna bhi nahi hai
aankhein band karun kuch dikhta bhi nahi hai
par dil ke itne tukde hochuke nilaami
pe daalun dil ko bikkna bhio nahi hai
aa zamane aazmaale
rooth ta nahi
faaslon se hausla ye
toot ta nahi
Comments
Post a Comment